Prayagraj ki purani galiyon mein ghoomne ka apna hi maza hai. Har gali mein kuch na kuch purani yaad, kahani aur local flavour mil jata hai.